ख्वाजा गरीब नवाज शायरी इन हिंदी : ख्वाजा जी के ऊपर कई तरह की शेरो शायरी कही गयी जो की आप हमारे इस आर्टिकल द्वारा जान सकते है वैसे तो ख्वाजा गरीब नवाज़ चिश्ती की अजमेर की दरगाह के बारे में हम में से किसने नहीं सुना होगा तो आज हम आपको ऐसी ही कुछ ऐसी ही दिल छूने वाली शायरी बताते है की काबिले तारीफ है उनकी शायरियाँ प्यार के ऊपर है जिनको पढ़ कर लव की फीलिंग आती है तो जानिए उनके दो लाइन के शेर जो की प्रेरणादायक है |
यहाँ भी देखे : Galib ki Shayari
Garib Shayari in Hindi
Aap Aayi Humare Garib Khane Mein Is Kaniz Ka Jahan Jaise Jannat Ho Gaya Hum Khud Apni Aawaz Sunne Ko Taras Rahe The Aapke Alfaaz Sune To Yeh Lamha
Saari Zindagi Ho Gaya Chandni Mein Kud Ko Yun Na Sawariye Aapko Dekhkar Chand Bhi Sharma Gaya Phoolon Ko Apni Khubsurti Par Ghamand Tha
Aapko Dekha To Pura Bagh Murjha Gaya Zaroorat Nahi Hai Ab Chaand Aur Suraj Ki Aapke Chehre Ke Noor Se Yeh Jahan Roshan Ho Gaya
Aapki Tariff Mein Aur Kya Bayan Karu Aapki Khubsoorti Ke Aage To Yeh Shayar Bhi Haar Gaya
Ab Kalam Kagaz Par Shayari Likhne Ki
Agah Unki Tasvir Bana Deti Hai
Ab Dil Ki Dhadkan Dhak Dhak Karne Ki
Jagah Unka Naam Leti Hai
Ab Aankhen Nazare Dekhne Ki Jagah Har
Taraf Unki Surat Dekhti Hai
Ab Kaanon Ko Koyal Ki Kook Ki Jagah Har
Taraf Unki Payal Ki Aahat Sunai Deti hai
Kwaja-e-Hind Wo Darbaar Hai Aa’laa Teraa,
Kabhi Mehroom Nahi Mangnewaala Teraa..
Gulshan-e-Hind Hai Shaadab-o-Shaguftaa,
Waah.! Aey Abr-e-Qaram Roz Barasnaa Teraa..
Fir Muje Apnaa Dar-e-Paak Dikhaa De Pyare,
Aankhe Poor-Noor Ho Dekh Ke Jalwaa Teraa..
Mohi-ud-din Gaus Hai Aur Kwaja Moin-ud-din,
‘Hasan‘ Kyon Na Ho Fir Mehfooz Aqeeda Teraa.
यहाँ भी देखे : Shayari on Life
Ajmer Sharif Shayri
Aap Ki Shayari Mein Woh Dum Nahi Lekin Aap Kisi Se Kam Bhi Nahi Jawab Nahi Hain Aap Ka Lagta Hain Bahot Jamega Mera Aur Apka
dil-e-nādāñ tujhe huā kyā hai
āḳhir is dard kī davā kyā Hai
aah ko chāhiye ik umr asar hote tak
kaun jiitā hai tirī zulf ke sar hote tak
haiñ aur bhī duniyā meñ suḳhan-var bahut achchhe
kahte haiñ ki ‘ġhālib’ kā hai andāz-e-bayāñ aur
ham ko ma.alūm hai jannat kī haqīqat lekin
dil ke ḳhush rakhne ko ‘ġhālib’ ye ḳhayāl achchhā hai
यहाँ भी देखे : Dard Bhar Shayari in Hindi
Khwaja Gharib Nawaz Quotes in Urdu
Ae Meri Shayari Mere Dost Ke Paas Jana
Agar Wo Ise Padh Rahe Ho To Shor Na Machana
Jab Wo Ise Padh Le To Dhere Se Muskurana
Aur Unse Kahna Kyu Kaisa Laga
Kwaj-e-Kwaajgaan..
Ataa-e-Rasool..
Waali-e-Hindostaan..
Sarkaar..
Moin-ud-Din Val Haqq Va Sharah Hasan Chisti Sanjari Ajmeri…
( Radiallahu Tabaraq Va Ta’ala Anhu Va Radu Anho )
Uoors Mubaarq 796 Sala..6th Rajab…Jumeraat 10 july 2008.
Yaa Kwaja Tumhare Roze Par Aaise Bhi Diwaane Aate Hai..
Uoors Ka Bahanaa Hota Hai, Taqdeer Bana Ne Aate Hai..
Kaun Tha Wo Jo Thaa Kaafila Salaar Imaam,
Jo Layaa Hai Arab Se Aman Ka Paygaam…
Jub Se Wo Roo-e-Dar Khashandah Hua Hai Mastoor,
Jis Ki Taabish Se Huee Baatil Zulmat Kaafoor…
Aub Bhi Damm Bharti Hai Duniya Me Khudaee Unka,
Kabhi Hogaa Na Faraamosh Fasaana Unka…
Anaa Saagar Pe Bichhee Masnad-e-Darsh-o-Irshaad,
Ban Gayaa Hind Me Ajmerr Hidaayat Aabaad…
You have also Searched for :
khwaja garib nawaz quotes
garib nawaz history in hindi
shayari on khwaja moinuddin chisti
hindi quotes on garib nawaz
khawaja sms
Contents
